Aaj maine apne aap ko es kadar tanha paya
Piche mud k dekha to saya b dur najar aaya
Kaha gum ho gayi wo bachpan ki nadaniyaa
Wo dosto ke sath ki shaitaniya
Wo Bhai behan ke sath jhagda
Wo Maa k hath ki bani hui roti
Kyun aaj sab se main itna dur chala aaya
Kyun aaj maine apne aapko yun tanha paya..
Excellent
I want to new jocks.
Sperb yaara
Thanks 🙂
Suprrrbbb..I like vvry mcchh …
Thanks for the complement 🙂