Home » Two Line Shayari » Page 9 Kash use bachpan me maanga hota rab se, Har chiz mil toh jati thi aansu k bahane se
Band karo ye sher-o-shayari, ye chubte huye alfaaz Saaf-2 kyu nahi kehte, ki tumhe ab humse ishq nahi
Jise Aaj Mujme Hazaro galtiya Nazar Aa Rahi Hain, Usne B Kabhi Kaha Tha Ki TUM Jese B Ho Sirf Mere Ho
Bade Hi Na-muraad Hote Hain Es Zamane Mein Kayi Log, Na To Khud Wafa Krte H Or Na Hi Kisi Ki Wafa Kabul Krte H
Andheri Raat ki gehrayi me toh har koi yaad karta hain Subah k ujale me jo yaad aye muhabbat to use kahte h
Jab faasle bad jate hain to galat femiya b bhad jati hain Phir wo bhi sunayi dene lagta h jo kabhi kaha hi na ho
Jab Aankhe khuli toh jaag uthi hasratein, Usko b kho diya, jise paya tha khawab me
Zindagi ki daud me Kon deta h umar bhar ka sahara Log toh janaze mein bhi kande badalte rahte hain
Tumhe Haq hai apni Zindagi jese chahe Jiyo Tum Bus jara ek pal k liye sochna meri zindagi ho Tum
Post navigation