Beautiful collection of sms in Hindi. Share your feelings by Heart touching Hindi Sms, hindi love sms, shayari sms Lines messages, Hindi quotes about Sad Love and Life.
Saja sajaya mera ghr kabhi kabhi khandar sa najar aata h
Farishto ki jubaan me bhi kabhi jaher sa najer aata hain…
Tut jate hain sapne aksar palkon se hakikat ke safar mein
Jeevan ka ye daur ab toh mujhey ek kehar sa najar aata h
Sard mausam ka maza kitna alag sa hai,
Tanha raat mein intazaar kitna alag sa hain,
Dhund bani naqab, aur chupa lia sitaron ko,
Unki tanhaai ka ab ehsaas kitna alag sa hai..!