Zindagi jeene ka bahana na raha

Bich bhawar me sath choda to sahil ka thikana na raha,
Nafarat huyi bejaan duniya se, yaro se b yarana na raha
Mohabbat hum kuch es kadar kar bethe us bewafaa se,
Ke zindagi phir se jeene ka humara koyi bahana na raha

Share This