Sad Zindagi Shayari on Armaan, Khwab aur Jazbat

Kabhi Hum Tute Toh Kabhi Khwab Tute
Naa Jane Kitne Tukdo Me Armaan Tute
Har Tukda Ek Aaina Hain Zindagi Ka,
Har Aaine Ke Sath Laakho Jazbat Tute

Share This