Dosti ki kahani ab humari khatam ho gayi,
Khusiya aayi aakar jane kahan chali gayi,
Bada naaz tha hume apni dosti par sayad
Kismat buri thi ya phir kisi ki najar lag gayi
Aasman se utari hain, taaron se sajai hai
Chaand ki chandni se nehlayi hain,
Aye dost, Sambhal ke rakhna ye dosti,
Yahi to humari zindagi bhar ki kamayi hai
Tohfa-e-dil de doon ya de doon chand taare,
Janam din pe tuje kya du ye puche mujhse saare
Zindagi tere naam kar doon toh bhi kam hain,
Daman me bhar du har pal khushiya me tumhare