True Status –
“Jaruri nahi ki kutta hi wafadaar nikle..
Waqt aane par,
Aapka wafadaar b kutta nikal sakta h”
Ek pal ki judai gawara na kar sake
Aisa ishq hum dobara na kar sake
Zindagi bhar palat ke naa dekha kabhi
Hum fir v shikwa tumhara naa kar sake
Tune toh har kisi se dil laga ke dekha
Magr hum apne dil ko awara na kar sake
Jaan tak luta di un ke pyar mein magar…
Ek dil hi woh apna humara naa kar sake..