BhulaKar Mujhe Agar Tum Ab Bhi Ho Salamat,
To BhulaKar Tumhe Sambhalna Mujhe B Aata H
Meri Fitrat Mein Nahi Hain Ye Aadat Varna,
Teri Tarah Yu Badalna Muje Bhi Aata Hain
BhulaKar Mujhe Agar Tum Ab Bhi Ho Salamat,
To BhulaKar Tumhe Sambhalna Mujhe B Aata H
Meri Fitrat Mein Nahi Hain Ye Aadat Varna,
Teri Tarah Yu Badalna Muje Bhi Aata Hain
Dur rahne se koi fark nahi padta
Baat Dilo Ki Najdikiyo Se Hoti Hain
Dil k rishte to kismat se hi bante h
Varna mulakat to hazaro se hoti h
Zindagi ki daud me Kon deta h umar bhar ka sahara
Log toh janaze mein bhi kande badalte rahte hain
Kabhi bhi “Kamyaabi” ko dimaag aur,
‘Naakami’ ko dil me jagah nahi deni chahiye
Kyuki “Kamyaabi” dimaag me ghamand aur
“Nakami” dil me mayoosi peda karti hain
Maango toh apne rab se maango
Jo de to rahmat aur na de to kismat
lekin duniya se hargiz mat maangna
Kyun ki,
De toh ehsaan or na de to sharmindgi
Duniya me koi bhi cheez apne aapke ke liye nahi bani hain
Jaise Dariya – khud apna pani nahi peeta
Ped – khud apna fal nahi khate
Suraj – apne liye har raat nahi deta
Phool – apni khusboo apne liye nahi bhikherte
Maloom hai kyun ?
Kyuki dusro ke liye jeena hi asali zindagi hain
Zindagi jiyo toh jarurat ke mutabik
Kabhi bhi khawaisho ke mutabik nahi
kyuki jarurat toh fakeero ki bhi puri ho jati h
Aur khawaisho ameero ki bhi aduri rah jati h
zindagi me 2 cheeze humesha tutne k liye hi hoti hain
1- saans
2- saath
Saans tutne se to insaan ek hi baar marta hain
par kisi ka sath tutne se insaan pal-2 marta hain
Meri maangi huyi mannat ho tum,
Mere chehre ki chamak ho tum,
Meri Zindagi ki sabse anmol chiz,
Ya yu kahu mera sara jahan ho tum
Zindagi se hume koi shikayat nahi,
Jee toh rahe h par khusi se nahi,
Har shakhs ne dukh b bahut diye,
Par hum kisi se naraj bhi nahi