True Gunah Shayari

Kabhi koi khud ko fana nahi karta,
Zindagi apni khud tabaah nai karta

Majburiya hi mujrim bana deti hai,
Kyuki koi shok se gunah nahi karta

Share This