Dosti yaari sab sapna sa, Sad bachpan sms

Dosti yaari ab sab kuch sapna sa lagta hain
Ab toh kon kaha kissi ko apna sa lagta hain
Lutf uthaya karte the zindagi ki ranginiyo ka
Kal kya hoga uski kaha parwah kiya krte the
The begane se har aanewale kal ki tanhaiyo se
Choti-2 khushiyo me ek umar ko jee liya krte the

Share This