Sad Shayari By a BoyFriend

Ek pal ki judai gawara na kar sake
Aisa ishq hum dobara na kar sake

Zindagi bhar palat ke naa dekha kabhi
Hum fir v shikwa tumhara naa kar sake

Tune toh har kisi se dil laga ke dekha
Magr hum apne dil ko awara na kar sake

Jaan tak luta di un ke pyar mein magar…
Ek dil hi woh apna humara naa kar sake..

Share This