6

Short Gum Bhari Poetry By Alone Man

Aaj maine apne aap ko es kadar tanha paya
Piche mud k dekha to saya b dur najar aaya

Kaha gum ho gayi wo bachpan ki nadaniyaa
Wo dosto ke sath ki shaitaniya

Wo Bhai behan ke sath jhagda
Wo Maa k hath ki bani hui roti

Kyun aaj sab se main itna dur chala aaya
Kyun aaj maine apne aapko yun tanha paya..

Share This

Maa Baap ki Dua Sath Lekar Chalta Hu

Maa baap ki dua sath lekar chalta hu,
Rahgir hu raho ki parwah kha krta hu,

Jaha bhi rahu Laut kar aaunga har roz
Kal kya hoga uski chinta kaha krta hu,

Manzilo tak jane ka sath diya jinhone,
Beta hone ka har shukraa adaa krta hu,

Rab se hai dua yahi Maa baap mile sbko
Unki seva kare sab yahi faryad krta hu

Share This

Majboor tum tanha hum shyri

Baate hain jyada or alfaaz hain kam
Raate hai jyada or mulakat hain kam

Majboor ho tum or tanha se hai hum
Zimedariyo k dariya me fase hai hum

Ishq ke liye dil me jazbaat bahut hai
Par unhe pura karne ka ehsaas h kam

Share This

Apno ko doglapan, parayapan sad shayari

Zindagi mein maine kya paya aur kya khoya
Kabhi main hasaa to kabhi main bahut roya

Matlab ke sab sathi bane jo the mere apne

Jab bhi jarurat padi kisi kandhe ki mujhe
Toh dekh doglapan logo ka main tanha soya

Kyu mujhe dhudtkara sab apno ne ess tarah
Ye soch kar mene dil ko aansuoo se jalaya

Share This